If your mother loves singing songs or she is the one who spends her time listening to them, go through this article that can guide you. Here are some of the famous tracks that can make your mother feel special.

Songs on Mothers represent a separate class. Based on true feelings, unconditional love and the motherly feel, these songs represent an Indian mother in her purest form. It also reflects the strength and belief of an Indian mother on her ideas. In recent times, motherhood has been considered as a perfect subject to work upon and many movie makers have come out with ultimate movies on mothers. The songs from these Hindi movies are very inspirational and soothing to hear. A mother gifted with a collection of songs can create wonders on Mother’s Day for your mom if it is based on the relationship you share with her. So, enjoy this Mother's Day in a special manner by listening to some beautiful songs with your darling mom and send mothers day gift to India. To help you select your favorite Mother's Day song, we have put them under following list:

Maa Meri Maa- BETA

Khushiyon ka din aaya hai

Jo maanga voh paaya hai- 2

Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai

Khushiyon ka din aaya hai

Jo maanga voh paaya hai

Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai

Maa meri maa, maa meri maa - 2

(Poochh na mujhko kitna rulaati thi

Har ghadi har pal teri yaad aati thi) - 2

Seene se aake tune lagaaya

Saare dukhon ko pal mein mitaaya

Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaaya hai

Khushiyon ka din aaya hai

Jo maanga voh paaya hai

Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai

Maa meri maa, maa meri maa - 2

Maa mujhe tere aanchal mein palna hai

Thaamke ungli tere saath chalna hai) - 2

Pooja ka meri vardaan hai tu

Mere liye to bhagwaan hai tu

Har mandir har moorat mein bas tera roop samaaya hai

Khushiyon ka din aaya hai

Jo maanga voh paaya hai

O, khushiyon ka din aaya hai

Jo maanga voh paaya hai

Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai

Maa meri maa, maa meri maa

Nani Maa- MOKSHA

Haseen Pyaari Boli Shahed Ke Jaise Meethi

Hai Naram Jaisi Ruhi Nani Maa

Kahaniyaan Sunati Pehliyaan Bujaati

Thapak Thapak Sulaati Nani Maa

Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani

Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani

Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli

Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli

Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Rang Kitne Sare

Tumhi Ne Tha Bataaya Hai Phool Kitne Pyaare

Tumhi Ne Tha Sikhaaya Badon Se Kaise Boloon

Tumhi Ne Tha Sikhaaya Dupatta Kaise Odhoon

Woh Pyaar Se Bulaati Woh Pyar Se Sikhaati

Woh Kuch Na Kuch Bataati Nani Maa

Tumhi Ho Meri Lori Tumhi Meri Kahani

Tumhara Pyaar Bachpan Ki Ek Haseen Nishani

Tumhi Ne Di Thi Gudiya Jo Thi Meri Saheli

Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Kheli

Teri Nani Maa Ko Bhi Sab Yaad Hai

Kal Tu Nanhi Si Bachchi Thi

Sharir Chulbuli Manmohini

Frock Pehne Baalon Mein Ribbon

Hasti Khilkhilati Khelti Muskuraati

Kabhi Mujhse Zid Karti Kabhi Mujhe Banaati

Din Bhar Shor Shararat Aur Shyaam Woh Tera

Mere God Mein Sir Rakna Aur

Ek Pal Mein So Jaana Yaad Aata Hai

Aaj Bhi Bahut Yaad Aata Hai

Tumhi Ne Mere Dil Mein Mohabbatein Hain Gholi

Tumhi Se To Suni Thi Jo Bolti Hoon Mein Boli

Tumhi Ne To Kaha Tha Jo Bolta Nain Hain

Hameshaa Yaad Rakhna Ke Zindagi Haseen Hain

Maa Ka Pyar Behen Ka- KHUDDAR

Tumhara Hi Tha Aangan Main Kal Thi Jis Mein Khe

Jai Maa Kaali KARAN-ARJUN

Hindi Movie Songs On Mother's Day

Khadagam chakra gadeshu chaap parighaan

Shoolam bushundim shirah

Shankham sanda dhatim kare strinayanaam

Saravaanga bhooshaaptaan

Jai maa kaali, jai maa kaali

Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade

Bali hum chadhaayenge

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade

Bali hum chadhaayenge

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Krodhit jab ho kaape duniya

Khush ho to pal mein din phere

Paalanhaari pralayana haari

Sab kuch maa haathon mein tere

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade

Bali hum chadhaayenge

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Neelaashmadyuti maasya paadadashakaam seve maha kaalikaam

Yaamastaout svapite harou kamalajo hantum madhum kaitabham

Saare jag mein hai kaun aisa

Aage tere sar jo uthaaye

Kat jaate hai voh sar ek din

Abhimaan jin mein aa jaaye

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Jaan chaahe leni pade, jaan chaahe deni pade

Bali hum chadhaayenge

Jai kaali, jai kaali, naash dusht ka karne waali - 2

Jai maa kaali

Jai maa kaali

Pranata naam prasidyakam devi vaishwaata haarinim

Trailokyavasinim lokaanaam varada bhava

Jai maa kaali, jai maa kaali

Ganga Meri -TUMSE ACHHA KAUN HAI

na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarati

na to hai ek bhasha meri, na meri ek jaati

aaa aaa

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2)

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar (2)

garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar

jahaan savera

jahaan savera gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2)

uttar dakkhin purab paschim goonje meri taan

ek shaal hai

ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet

aaaa

bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet

jab aau punjab to bhangde ka ban jaau meet

dakkhin jaa kar

dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

main madrasi main gujarati main ek rajasthani (2)

bada puraana ek marathi naya naya haryani

main kuch bhi hoon

main kuch bhi hoon lekin sab se pehle hindustani, pehle hindustani

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala

ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala

Tu Kitni Achhi Hai -RAJA AUR RANK

(Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai

Pyaari pyaari hai, o maa o maa

O maa, o maa) - 2

Ke yeh jo duniya hai, yeh ban hai kaanton ka

Tu phulwaari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Dukhne laagi hai maa teri aankhiyaan - 2

Mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaanv

Meri nindiyaan pe apni nindiyaan bhi

Tune maari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai

Pyaari pyaari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Apna nahin tujhe sukh dukh koi - 2

Main muskaaya tu muskaayi, main roya tu royi

Mere hansne pe, mere rone pe

Tu balihaari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Maa bachon ki jaan hoti hai - 2

Voh hote hai kismat waale jinke maa hoti hai

Kitni sundar hai, kitni sheetal hai

Nyaari nyaari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Tu kitni achhi hai, tu kitni bholi hai

Pyaari pyaari hai, o maa o maa

O maa, o maa

Maine Maa ko dekha hai- MASTANA

Maine maan ko dekha hai Dekha hai maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha

hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe hain Phoolon ka

haar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha

hai Vaise to ghar main maan ki tasveer hai -2

Lekin meri kab aisi taqdeer hai Kabhi jo

ghabraun, gale se lag jaaon Agar na neend aaye, lo lori vo gaye Meri mann jiska pyasa hai Pyasa

hai jiska pyasa hai Vo laad dulaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka pyaar nahi

dekha Maine maan ko dekha hai Vaise to meri maan ka dil koi saqt nahi -2

Par uske paas jara bhi

waqt nahi Hai uska naam bada, hai usko kaam bada Vo devi mamta ki, hai leader junta ki Maan ke

photo ke bina Bina ji photo ke bina Koi akhbaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Maan ka

pyaar nahi dekha Maine maan ko dekha hai Pyaari pyaari hai vo bholi aisi hai -2

Pan aaya se

poochha ki baby kaisi hai Meri maan sachi hai Badi hi achhi hai Yeh uska dosh nahi Use kuch host

nahi Main ne duniya dekhi hai Dekhi hai duniya dekhi hai Ghar sansaar nahi dekha Maine maan ko

dekha hai Maan ka pyaar nahi dekha Maine phool to dekhe hain Dekhe hain phool to dekhe

hain Phoolon ka haar nahi dekha Maine maan ko dekha hai

Maa- TAARE ZAMEEN PAR

Hindi Movie Songs On Mother's Day

Main Kabhi Batlata Nahin

Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa

Yun To Main,Dikhlata Nahin

Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa

Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa

Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe

Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa

Bhej Na Itna Door Mujkko Tu

Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa

Kya Itna Bura Hoon Main Maa

Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe

Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa

Meri Nazar Dhoondhe Tujhe

Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin

Par Main Seham Jaata Hoon Maa

Chehre Pe Aana Deta Nahin

Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa

Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin

Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa

Yun To Main,Dikhlata Nahin

Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa

Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa

Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa

Maa ne Kaha Mujhse Sadaa- ZAKHM

maa ne kahaa mujhase sadaa

tuu phuul meraa meraa chaand hai

naa chaand naa phuul huun

raste kii main dhuul huun

ta raa raa aa aa aa

la la laa la laa

o o o laa laa la laa

la la laa laa la laa laa

o o o

la la laa laa la laa laa

maan ne kahaa chhaae ghataa

to barase paanii ye paanii magar

aankhon mein kyuun aa gayaa

baadal kahaan chhaa gayaa

kitanii badii hai ye duniyaa main kitanaa akelaa

o o o

bilkul akelaa main tuute khilaunon se khelaa

ho o o ho o

ye kaisaa jiivan milaa mujhako kairaat mein

ho o o ho o

huun huun hun huun

Maa Tujhe Salaam- by A.R. RAHMAN.

Yahan vahan saara jahan dekh liya

Ab tak bhi tere jaisa koi nahin

Main assi nahin, sau din duniya ghooma hai

Naahi kaahe tere jaisa koi nahin

Main gaya jahan bhi, bas teri yaad thi

Jo mere saath thi mujhko tadpaati rulaati

Sab se pyaari teri soorat

Pyaar hai bas tera, pyaar hi

Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam

Amma tujhe salaam

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Janam janam tera hoon deewana main

Jhoomoon naachoon gaaoon tere pyaar ka taraana

Main jeena nahin soch nahin duniya ki daulat nahin

Bas lootunga tere pyaar ka khazaana

Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki

Duniya tab to meri chamke damke maheke re

Tera chehra sooraj jaisa chaand si thand hai pyaar mein

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Tere paas hi main aa raha hoon

Apni baahein khol de

Zor se mujhko gale laga le

Mujhko phir voh pyaar de

Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabbat hai

Tere hi pairon mein jannat hai

Tu hi dil, tu jaan, amma

Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam

Amma tujhe salaam, maa tujhe salaam

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Vande maataram, vande maataram

Next Post
Chat